Roman script
Ajanabi kaun ho tum, Jabse tumhe dekha hai Sari duniya meri aankho Mein simat aayi hai Ajanabi kaun ho tum, Jabse tumhe dekha hai Sari duniya meri aankho Mein simat aayi hai Ajanabi kaun ho tum Tum to har geet me Shamil the tranum ban ke Tum mile ho mujhe Phulo ka tabessum ban ke Aisa lagta hai ke Barso se Shnaashaa aaj ayi hai Ajanabi kaun ho tum, Jabse tumhe dekha hai Sari duniya meri aankho Mein simat aayi hai Ajanabi kaun ho tum Khwab ka rang hakikat Mein nazar aaya hai Dil me dhadakan ki Tarah koi utar aaya hai Aaj har saans mein Shahanai si laharai hai Ajanabi kon ho tum, Jabse tumhe dekha hai Sari duniya meri aankho Mein simat aayi hai Ajanabi kaun ho tum Koi aahat si, andhero Mein chamak jati hai Raat aati hai, To tanhayi mahak jati hai Tum mile ho ya Mohabbat ne gazal gaayi hai Ajanabi kaun ho tum Jabse tumhe dekha hai Sari duniya meri aankho Mein simat aayi hai Ajanabi kaun ho tum.
हिंदी में गीत
अजनबी कौन हो तुम जब से तुम्हे देखा है सारी दुनिया मेरी आँखों में सिमट आयी है अजनबी कौन हो तुम जब से तुम्हे देखा है सारी दुनिया मेरी आँखों में सिमट आयी है अजनबी कौन हो तुम तुम तो हर गीत में शामिल थे तरुन्नम बन के तुम मिले हो मुझे फूलों का तबस्सुम बनके ऐसा लगता है के बरसो से श्नाशा आज आई है अजनबी कौन हो तुम जब से तुम्हे देखा है सारी दुनिया मेरी आँखों में सिमट आयी है अजनबी कौन हो तुम ख्वाब का रंग हकीकत में नज़र आया है दिल में धड़कन की तरह कोई उतर आया है आज हर सांस में शहनाई सी लहराई है अजनबी कौन हो तुम जब से तुम्हे देखा है सारी दुनिया मेरी आँखों में सिमट आयी है अजनबी कौन हो तुम कोई आहट सी अंधेरो में चमक जाती है रात आती है तो तन्हाई महक जाती है तुम मिले हो या मोहब्बत ने ग़ज़ल गायी है अजनबी कौन हो तुम जब से तुम्हे देखा है सारी दुनिया मेरी आँखों में सिमट आयी है अजनबी कौन हो तुम.
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Sweekar Kiya Maine
- Composer: Usha Khanna, Kamal Joshi
- Lyricist: Nida Fazli
Song video
director: Zaheer D. Lari
cast: Shabana Azmi, Vinod Mehra
music label: Saregama