Roman script
Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin..
Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin..
Naseeb mein nahin tha jo humko mila nahin
Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin
Naseeb mein nahin tha jo humko mila nahin..
Naseeb mein nahin tha jo humko mila nahin..
Tu mil saka na humko, tasalli to mil gayi..
Tu mil saka na humko, tasalli to mil gayi..
Aayi bahaar shaakh pe kali bhi khil gayi
Armaan tha humko jiska voh gul khila nahin..
Armaan tha humko jiska voh gul khila nahin..
Naseeb mein nahin tha jo humko mila nahin..
Naseeb mein nahin tha jo humko mila nahin..
Yaadon ki jhilmilaati parchhaiyon ke din..
Yaadon ki jhilmilaati parchhaiyon ke din..
Kat te nahin hai tanha tanhaaiyon ke din
Hai chaahaton ka dilkash, ab silsila nahin..
Hai chaahaton ka dilkash, ab silsila nahin..
Naseeb mein nahin tha jo humko mila nahin
Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin..
Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin..
Naseeb mein nahin tha jo humko mila nahin..
Naseeb mein nahin tha jo humko mila nahin..
हिंदी में गीत
शिकवा नहीं किसी से, किसी से गिला नहीं,
शिकवा नहीं किसी से, किसी से गिला नहीं,
नसीब में नहीं था जो हमको मिला नहीं,
शिकवा नहीं किसी से, किसी से गिला नहीं।
नसीब में नहीं था जो हमको मिला नहीं,
नसीब में नहीं था जो हमको मिला नहीं।
तू मिल सका ना हमको, तसल्ली तो मिल गई,
तू मिल सका ना हमको, तसल्ली तो मिल गई,
आई बहार शाख़ पे कली भी खिल गई,
अरमान था हमको जिसका, वो गुल खिला नहीं,
अरमान था हमको जिसका, वो गुल खिला नहीं,
नसीब में नहीं था जो हमको मिला नहीं,
नसीब में नहीं था जो हमको मिला नहीं।
यादों की झिलमिलाती परछाइयों के दिन,
यादों की झिलमिलाती परछाइयों के दिन,
कटते नहीं है तन्हा तन्हाईयों के दिन,
है चाहतों का दिलकश, अब सिलसिला नहीं,
है चाहतों का दिलकश, अब सिलसिला नहीं,
नसीब में नहीं था जो हमको मिला नहीं,
शिकवा नहीं किसी से, किसी से गिला नहीं,
शिकवा नहीं किसी से, किसी से गिला नहीं,
नसीब में नहीं था जो हमको मिला नहीं,
नसीब में नहीं था जो हमको मिला नहीं।
Explore this song