Roman script

Uddte baadal se puchho mera pata

Chalti meri hi saanson se ye hawa

Jo bhi hona hai ho jaane do

Dekha jaayega

Kyun karoon fikar

Dar kis baat ka tere kadam

Theher jaate hain kyun?

Jo log bas karte hain judge

Hai naasamajh koi kya kahe

Hum baadlon mein udd rahe

Kyunki humein achha lagey

Chale dil udhar ho jidhar hawaa

Sadak se bhatak ke alag si raah

Koi pakad na paaye

Jo bhi hona hai ho jaane do

Dekha jaayega, kyun karoon fikar

Explore this song