Roman script

Ishq ki jobare

Pe baithi hu taiyar

Are kya karu akeli

Mere saiyaan jamnapaar

Hmm bheje lakho dm

Oh vanish mode peya

Par wo to nahi reply

Are main toh gayi haar

Meri aankhon ko har pal

Rehta hai intezaar

If you are my yaar

Aaja karle mujhse pyaar

If you are my yaar

Aaja karle mujhse pyaar

Agar tune nahi aana

Le chal mujhko jamnapaar

Tere sang hai mausam gulabi sa

Lamha lamha jaise sharabi sa

Hadon mein reh kar

Na kar mohabbat tu

Ishq hone de be-hisabi sa

Ruke ruke se dil ki

Badh jane de raftaar

Jaise main hoon tu bhi

Ab ho ja bekraar

Zara si doori bhi

Mujhko lagti too much far

Too much fire

Umm if you are my yaar

Aaja karlo mujhse pyaar

If you are my yaar

Aaja karle mujhse pyaar

Agar tune nahi aana

Le chal mujhko jamnapaar

O my yaar

Oh le chal mujhko jamnapaar

Le chal le chal jamnapaar

Baby le chal mujhko jamnapaar

Mujhko le chal jamnapaar

Explore this song