Roman script
Abhi alvida mat kaho dosto Na jaane kahaan phir mulaqat ho Na jaane kahaan phir mulaqat ho Kyun ki Beete hue lamhon ki kasak saath to hogi Beete hue lamhon ki kasak saath to hogi Khwaabon hi mein ho chaahe mulaqat to hogi Beete hue lamhon ki kasak saath to hogi Khwaabon hi mein ho chaahe mulaqat to hogi Beete hue lamhon ki kasak saath to hogi Ye pyaar mein doobi hui rangin fazayein Ye pyaar mein doobi hui rangin fazayein Ye chehre ye nazaare ye jawaan rut ye hawaayein Hum jaayein kahin inki mahak saath to hogi Hum jaayein kahin inki mahak saath to hogi Beete hue lamhon ki kasak saath to hogi Khwaabon hi mein ho chaahe mulaqat to hogi Phoolon ki tarah dil mein basaye huye rakhna Phoolon ki tarah dil mein basaye huye rakhna Yaadon ke chirago ko jalaaye huye rakhna Lamba hai safar is mein kahin raat to hogi Lamba hai safar is mein kahin raat to hogi Khwaabon hi mein ho chaahe mulaqat to hogi Beete hue lamhon ki kasak saath to hogi Ye saath guzaare hue lamhaat ki daulat Ye saath guzaare hue lamhaat ki daulat Jazbaat ki daulat ye khayaalaat ki daulat Kuch paas na ho paas ye saugaat to hogi Kuch paas na ho paas ye saugaat to hogi Beete hue lamhon ki kasak saath to hogi Khwaabon hi mein ho chaahe mulaqat to hogi Beete hue lamhon ki kasak saath to hogi Beete hue lamhon ki kasak saath to hogi
हिंदी में गीत
अभी अलविदा मत कहो दोस्तों न जाने कहाँ फिर मुलाक़ात हो न जाने कहाँ फिर मुलाक़ात हो क्योंकि बीते हुए लम्हों की कसक साथ तो होगी बीते हुए लम्हों की कसक साथ तो होगी ख़्वाबों ही में हो चाहे मुलाक़ात तो होगी बीते हुए लम्हों की कसक साथ तो होगी ख़्वाबों ही में हो चाहे मुलाक़ात तो होगी बीते हुए लम्हों की कसक साथ तो होगी ये प्यार में डूबी हुई रँगीन फ़िज़ाएं ये प्यार में डूबी हुई रँगीन फ़िज़ाएं ये चहरे ये नज़ारे ये जवाँ रुत ये हवाएं हम जाएं कहीं इनकी महक साथ तो होगी हम जाएं कहीं इनकी महक साथ तो होगी बीते हुए लम्हों की कसक साथ तो होगी ख़्वाबों ही में हो चाहे मुलाक़ात तो होगी फूलों की तरह दिल में बसाए हुए रखना फूलों की तरह दिल में बसाए हुए रखना यादों के चिराग़ों को जलाए हुए रखना लम्बा है सफ़र इस में कहीं रात तो होगी लम्बा है सफ़र इस में कहीं रात तो होगी ख़्वाबों ही में हो चाहे मुलाक़ात तो होगी बीते हुए लम्हों की कसक साथ तो होगी ये साथ गुज़ारे हुए लम्हात की दौलत ये साथ गुज़ारे हुए लम्हात की दौलत जज़्बात की दौलत ये ख़यालात की दौलत कुछ पास न हो पास ये सौगात तो होगी कुछ पास न हो पास ये सौगात तो होगी बीते हुए लम्हों की कसक साथ तो होगी ख़्वाबों ही में हो चाहे मुलाक़ात तो होगी बीते हुए लम्हों की कसक साथ तो होगी बीते हुए लम्हों की कसक साथ तो होगी
Song details
- Singer: Mahendra Kapoor
- Film / album: Nikaah (1982 )
- Composer: Ravi
- Lyricist: Hasan Kamaal
Song video
director: BR Chopra
cast: Raj Babbar, Salma Agha, Deepak Parashar
music label: Saregama