Roman script
Wo ishq jo kabhi tha hi nahi Woh ishq jo kabhi tha hi nahi Us ishq ko dil mein sajaa bethe Us ishq ko dil mein sajaa bethe Wo shakhs jo mera tha hi nahi Woh shakhs jo mera tha hi nahi Us shakhs ko khuda banaa bethe Us shakhs ko khuda banaa bethe Ye kaisi aag thi dil mein Ye kaisi pyaas thi man mein Humne sab kuch fanaa kiya Bas tumhaari lagan mein x(2) Woh pyar jo tumhe hua hi nahi Woh pyar jo tumhe hua hi nahi Uss pyar se jee laga baithe Uss pyar se jee laga baithe Wo shakhs jo mera tha hi nahi Woh shakhs jo mera tha hi nahi Us shakhs ko khuda bana bethe Ghataayein phir se chhaayengi Bahaarein phir se aayengi Tumhaari yaadon ki khalish Fiza mein muskurayegi x(2) Wo dard jo sukoon-e-aashiqui tha Wo dard jo sukoon-e-aashiqui tha Wo dard ab dil mein raha hi nahi Woh dard ab dil mein raha hi nahi Wo ishq jo kabhi tha hi nahi Woh ishq jo kabhi tha hi nahi Us ishq ko dil mein saja baithe Woh shakhs jo mera tha hi nahi Woh shakhs jo mera tha hi nahi Us shakhs ko khuda banaa baithe Us shakhs ko khuda banaa baithe Khuda bana baithe, khuda bana baithe
Song details
- Singer: Anwesshaa
- Composer: Abhishek Thakur
- Lyricist: Abhishek Thakur
Song video
director: Akshay K Agarwal
cast: Umar Riaz, Hiba Nawab
director of photography: Jason Numberdar
music label: Kashish Music
