Roman script
Teri yaadon ki baarish Rukti nahi zamaane mein Aaye hain teri yaad mitaane ko Mehkhaane pe Log peete hain, log peete hain Dil behlaane ke liye Log peete hain Dil behlaane ke liye Hum peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Hum peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Log peete hain Dil behlaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Yun to maahir hai hum Is zamaane ke liye Yun to maahir hai hum Is zamaane ke liye Kaafi hai teri nazar Hame haraane ke liye Kaafi hai teri nazar Hame haraane ke liye Kaafi hai teri nazar Hame haraane ke liye Log peete hain Dil behlaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Palat ke dekha jo tune chaand ko Sharmaa ke wo baadalon me chhup gaya Roshan zameen fir bhi rahi Tere hushn ke aaftaab se Tujhme kaisa nasha nasha hai Tujhme kaisa nasha nasha hai Mera dil kyun fidaa fidaa hai Mera dil kyun fidaa fidaa hai Nazar tumhaari hai ik qayaamat Nazar tumhaari hai ik qayaamat Agar mita dil hai ik sharaarat Agar mita dil hai ik sharaarat Log jaate hain kaabaa sazdaa ke liye Log jaate hain kaabaa sazdaa ke liye Ham ban baithe kaafir uss ada ke liye Ham ban baithe kaafir uss ada ke liye Ham ban baithe kaafir uss ada ke liye Log peete hain Dil behlaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Tere deedaar se dil ko Sukoon aata hai Parwaana apni khushi Shamma pe kurbaan jaata hai Jo tujhko na dekhun main pal do pal Jo tujhko na dekhun main pal do pal Karaar aata nahi hai ik pal Karaar aata nahi hai ik pal Teri hasi hai mera muqaddar Teri hasi hai mera muqaddar Tere liye hi banaa mai dilbar Tere liye hi banaa mai dilbar Tere liye hi banaa mai dilbar Tere liye hi banaa mai dilbar Tere deedaar ko tarse ye nazar Tere deedaar ko tarse ye nazar Ik jhalak to dikha Mere rashke qamar Ik jhalak to dikha Mere rashke qamar Ik jhalak to dikha Mere rashke qamar Log peete hain Dil behlaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Yun to maahir hai ham Is zamaane ke liye Yun to maahir hai ham Is zamaane ke liye Kaafi hai teri nazar Hame haraane ke liye Kaafi hai teri nazar Hame haraane ke liye Kaafi hai teri nazar Hame haraane ke liye Log peete hain Dil behlaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye Ham peete hain Tujhe bhool jaane ke liye
Song details
- Singer: Master Saleem
- Composer: Abhishek Thakur
- Lyricist: Abhishek Thakur
Song video
director: Akshay K Agarwal
cast: Pratik Sehajpal, Aditi Budhathoki
director of photography: Jason Numberdar
music label: Kashish Music