Roman script

Tera mujhse jiya

Jo ab laaga hai piya

Toh sauda kar liya dil da

Ab door nahi jaana

Maine dekha hai zamana

Tere jaisa nahi milda

Tu bhi mera hone laga

Main bhi tera hone laga

Madham madham madham madham

Yoon hi safar guzre

Tore sang laagi aisi akhiyan

Tore sang laagi aisi akhiyan

Chain mohe na aaye

Ho tore sang laagi aisi ankhiyan

Chain mohe na aaye

Main toh deewani teri

Deewani teri deewani deewani

Main toh deewani teri

Deewani teri deewani deewani

Haan saudebaazi nahi humne ki hai

Mahiya zindagi tujhko di hai

Umar yeh saari tujhpe hai vaari

Tere haq mein saansein kardi hai

Ishq mein tere hi dhalne lage jaise

Paaniyon mein rang hai ghula piya

Main toh jaagi rahi so na sakiyan

Main toh jaagi rahi so na sakiyan

Chain mohe na aaye

Ho tore sang laagi aisi ankhiyan

Chain mohe na aaye

Main toh deewani teri

Deewani teri deewani deewani

Main toh deewani teri

Deewani teri deewani deewani

Deewani, deewani, deewani

Explore this song