Roman script

Mere dil mein tere liye

Pyaar behisaab hai

Tu hi meri zindagi

Ka aaftaab hai

Tumse pucha hi nahi

Tumhein apna bana baithe

Ek tarfa pyaar kiya tumse

Apna dil ganwa baithe

Ek tarfa pyaar kiya tumse

Apna dil ganwa baithe

Iss pyar ko ek tarfa

Na rehne dena ae yaar

Iss pyar ko ek tarfa

Na rehne dena ae yaar

Tumse pucha hi nahi

Tumhein apna bana baithe

Ek tarfa pyaar kiya tumse

Apna dil gawa baithe

Iss pyar ko ek tarfa

Na rehne dena ae yaar

Iss pyar ko ek tarfa

Na rehne dena ae yaar

Tumse pucha hi nahi

Tumhein apna bana baithe

Jab se tumhein dekha

Dil ye sambhalta nahi

Tere yaadon ke bin

Ye din bhi gujarta nahi

Tu meri sirfaroshi

Tu mera hausala hai

Ab tere haathon mein

Mera faisla hai

Oh mere dil nashi jaaniyan

Tumse pucha hi nahin

Tumhein apna bana baithe

Ek tarfa pyaar kiya tumse

Apna dil ganwa baithe

Iss pyar ko ek tarfa

Na rehne dena ae yaar

Iss pyar ko ek tarfa

Na rehne dena ae yaar

Tumse pucha hi nahi

Tumhein apna bana baithe

Aankhon mein tum mere bas gaye

Ho kuch iss tarah

Jaise bhigi raat

Jaise koi mithi subah

Teri meri kahaani

Karde mukkammal yaara

Tere intezaar mein dil

Firta hai maara maara

Oh mere dilnashi jaaniyan

Tumse pucha hi nahi

Tumhein apna bana baithe

Ek tarfa pyaar kiya tumse

Apna dil ganwa baithe

Iss pyar ko ek tarfa

Na rehne dena ae yaar

Iss pyar ko ek tarfa

Na rehne dena ae yaar

Tumse pucha hi nahi

Tumhein apna bana baithe

Explore this song