Roman script
Tumhe bhoolake zindagi Jeena humein aata nahi Tumhe bina yaad kiye Peena humein aata nahi Kashmkash hai mere dil mein Tujhko lekar dilruba Jo hai dil mein kya wo kehdu Ya bhula doon ye silsila Ab tere hawale mera dil Ab tere hawale meri jaan Kashmkash hai mere dil mein Tujhko lekar dilruba Jo hai dil mein kya wo kehdu Ya bhula doon ye silsila Ab tere hawale mera dil Ab tere hawale meri jaan Ho abhi abhi to hum sambhalne lage hai Dabe dabe armaan pighalne lage hai Teri aankhon mein nazar aa raha hai Bekarariyo ka nasha chha raha hai Kashmkash hai mere dil mein Tujhko lekar dilruba Jo hai dil mein kya wo kehdu Ya bhula doon ye silsila Ab tere hawale mera dil Ab tere hawale meri jaan Mohbbat ki raahein bada uljhaaye Dil ki yeh galiya bada tadpaye Chain jab jaaye jeeya nahi jaaye Bin aashiqui ke raha nahi jaaye Kashmkash hai mere dil mein Tujhko lekar dilruba Jo hai dil mein kya wo kehdu Ya bhula doon ye silsila Ab tere hawale mera dil Ab tere hawale meri jaan
हिंदी में गीत
तुम्हे भूलके ज़िंदगी जीना हमें आता नही तुम्हे बिना याद किए पीना हमें आता नही कश्मकश है मेरे दिल में तुझको लेकर दिलरुबा जो है दिल में क्या वो कह दूँ या भुला दूँ ये सिलसिला अब तेरे हवाले मेरा दिल अब तेरे हवाले मेरी जान कश्मकश है मेरे दिल में तुझको लेकर दिलरुबा जो है दिल में क्या वो कह दूँ या भुला दूँ ये सिलसिला अब तेरे हवाले मेरा दिल अब तेरे हवाले मेरी जान हो अभी अभी तो हम संभलने लगे है दबे दबे अरमान पिघलने लगे है तेरी आँखों में नज़र आ रहा है बेकरारियों का नशा छा रहा है कश्मकश है मेरे दिल में तुझको लेकर दिलरुबा जो है दिल में क्या वो कह दूँ या भुला दूँ ये सिलसिला अब तेरे हवाले मेरा दिल अब तेरे हवाले मेरी जान मोहब्बत की राहें बड़ा उलझाए दिल की ये गलियाँ बड़ा तडपए चैन जब जाए जीया नही जाए बिन आशिक़ी के रहा नही जाए कश्मकश है मेरे दिल में तुझको लेकर दिलरुबा जो है दिल में क्या वो कह दूँ या भुला दूँ ये सिलसिला अब तेरे हवाले मेरा दिल अब तेरे हवाले मेरी जान
Song details
- Singer: Ashish Kulkarni
- Film / album: Himesh Ke Dil Se The Album
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Himesh Reshammiya
Song video
music label: Himesh Reshammiya Melodies