Roman script
Aankhon mein aankhein daal ke
Karti hoon tujhse sawaal yeh
Puri kyun hoti na yeh khwaahishein
De de tu mujhko jawaab yeh
Teri laakh duayein maangi
Ab hai yeh duhaayi kahan ki
Mere paas nahi hai tu kyun
Kyun paas mere tanhaayi
Main toh piya ki gali
Main toh piya ki gali
Jiya bhool aayi re
Koi jaaye toh leh aaye
Meri laakh duayein paaye x(3)
Tu hi hai neendo khayaalon mein
Dil ke sawaalon jawaabon mein
Dekhe nazar jo bhi tujhko yeh
Behki phire woh toh raaton mein
Laakhon dilon ka nasha hoon main
Jeene ki sabki wajah hoon main
Dekh ke dhadkan jo ruk jaaye
Husn-e-haya ki balaa hoon main
Kehde jo tu tere dil mein hai chupa
Toh tham jaaye afsaana mere iss dil ka
Dil ko dil se na itna lagaane re
Mit jaaye parwaana banke iss dil ka
Main toh piya ki gali
Main toh piya ki gali
Jiya bhool aayi re
Koi jaaye toh leh aaye
Meri laakh duayein paaye x(4)
हिंदी में गीत
आँखों में आँखें डाल के
करती हूँ तुझसे सवाल ये
पूरी क्यूँ होती ना ये ख्वाहिशें
दे दे तू मुझको जवाब ये
तेरी लाख दुआयें माँगी
अब है ये दुहाई कहाँ की
मेरे पास नही है तू क्यूँ
क्यूँ पास मेरे तन्हाई
मैं तो पिया की गली
मैं तो पिया की गली
जिया भूल आई रे
कोई जाए तो ले आए
मेरी लाख दुआयें पाए जे(3)
तू ही है नींदो ख़यालों में
दिल के सवालों जवाबों में
देखे नज़र जो भी तुझको ये
बहकी फिरे वो तो रातों में
लाखों दिलों का नशा हूँ मैं
जीने की सबकी वजह हूँ मैं
देख के धड़कन जो रुक जाए
हुस्न-ए-हया की बला हूँ मैं
केहदे जो तू तेरे दिल में है छुपा
तो थम जाए अफ़साना मेरे इस दिल का
दिल को दिल से ना इतना लगाने रे
मिट जाए परवाना बनके इस दिल का
मैं तो पिया की गली
मैं तो पिया की गली
जिया भूल आई रे
कोई जाए तो लेह आए
मेरी लाख दुआयें पाए x(4)
Explore this song