Roman script

Mazaa aa jaata hai

Adhoori baaton se

Mazaa aa jaata hai

Adhoori baaton se

Koi mann jaata hai

Zaroori yaaron se

Jo dekhi na suni aisi

Hume duniya dikhati hai

Deewaane hum nahi hote

Deewaani raat aati hai

Humein unki unhe meri

Mohabbat yaad aati hai

Deewaane hum nahi hote

Deewaani raat aati hai

Humein unki unhe meri

Mohabbat yaad aati hai

Nazar aati hain zulfon mein

Ghatayein badalon jaisi

Yeh dil karne laga unse

Wafayein paglon jaisi

Usey jab dekhte hain toh

Badal jaata hai yeh lehza

Zubaan pe aa hi jaati hai

Adayein shayaron jaisi

Unhe jab yaad karte hain

Tabhi barsaat aati hai

Deewaane hum nahi hote

Deewaani raat aati hai

Humein unki unhe meri

Mohabbat yaad aati hai

Deewaane hum nahi hote

Deewaani raat aati hai

Humein unki unhe meri

Mohabbat yaad aati hai

Nahi koi gila humein

Jo na iss baar maanenge

Abhi chahe mana kar de

Kabhi toh yaar maanenge

Mile jo cheez aasani se

Toh usme mazaa kaisa

Unhe mera banana tak

Na hum bhi haar maanenge

Suna hai chahatein sachi

Nahi barbaad jaati hain

Deewaane hum nahi hote

Deewaani raat aati hai

Humein unki unhe meri

Mohabbat yaad aati hai

Deewaane hum nahi hote

Deewaani raat aati hai

Humein unki unhe meri

Mohabbat yaad aati hai

हिंदी में गीत

मज़ा आ जाता है

अधूरी बातों से

मज़ा आ जाता है

अधूरी बातों से

कोई मन जाता है

ज़रूरी यारों से

जो देखी ना सुनी ऐसी

हमें दुनिया दिखाती है

दीवाने हम नही होते

दीवानी रात आती है

हमें उनकी उन्हे मेरी

मोहब्बत याद आती है

दीवाने हम नही होते

दीवानी रात आती है

हमें उनकी उन्हे मेरी

मोहब्बत याद आती है

नज़र आती हैं ज़ुल्फो में

घटायें बादलों जैसी

ये दिल करने लगा उनसे

वफ़ायें पागलों जैसी

उसे जब देखते हैं तो

बदल जाता है ये लहज़ा

ज़ुबान पे आ ही जाती है

अदायें शायरों जैसी

उन्हे जब याद करते हैं

तभी बरसात आती है

दीवाने हम नही होते

दीवानी रात आती है

हमें उनकी उन्हे मेरी

मोहब्बत याद आती है

दीवाने हम नही होते

दीवानी रात आती है

हमें उनकी उन्हे मेरी

मोहब्बत याद आती है

नही कोई गीला हमें

जो ना इस बार मानेंगे

अभी चाहे माना कर दे

कभी तो यार मानेंगे

मिले जो चीज़ आसानी से

तो उसमे मज़ा कैसा

उन्हे मेरा बनाने तक

ना हम भी हार मानेंगे

सुना है चाहतें सच्ची

नही बर्बाद जाती हैं

दीवाने हम नही होते

दीवानी रात आती है

हमें उनकी उन्हे मेरी

मोहब्बत याद आती है

दीवाने हम नही होते

दीवानी रात आती है

हमें उनकी उन्हे मेरी

मोहब्बत याद आती है

Explore this song