Roman script

Hamare dil mein dard

Sirf tumne jagaya

Mohabbat mein dil ko dhadkan

Sirf tumne sikhaya

Mohabbat mein jaane kitne sapne sajake

Bechainiyon ko meri had se badhake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Is tarah achanak meri zindagi mein aake

Bechainiyon ko meri had se badhake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Dil ye mera le gaye tum mujhse churake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Saari saari raat main tujhe yaad karti hoon

Bas yahi baat ki fariyaad karti hoon

Jaane kyun ye dil mera itna majboor hai

Meri dhadkan pe kyun tera hi suroor hai

Mohabbat mein jaane kitne sapne sajake

Bechainiyon ko meri hadd se badhake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Dil ye mera le gaye tum mujhse churake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Labzon mein nahi hoti bayan ishq ki har baat

Tumhein kaise samjhaun mere bepanah jazbaat

Mausam beiman hai phir bhi tu anjaan hai

Teri aashaqui mein ab fas gayi ye jaan hai

Dabe dabe armaano mein agan lagake

Bechainiyon ko meri hadd se badhake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Dil ye mera le gaye tum mujhse churake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Bhool naa jaana tum ankhiyan ladake

Explore this song