Roman script

Tere naam ke sab gam mujhe

Mere naam ke sab pal tujhe

Raat ye baahon mein bharke

Saanson ki tapish pe dhadke

Dil ye dil ye dil

Tere naam se mera dil haaye

Tere naam se mera dil

Tere naam se mera dil haaye

Tere naam se mera dil

Tere naam ke sab rang mujhe

Mere naam ke sab rang tujhe

Khwaab ye aankhon mein tadpe

Pyaar ki kashish se dhadke

Dil ye dil ye dil

Tere naam se mera dil haaye

Tere naam se mera dil

Aashiqui ke daaman mein

Tum chale hi aaoge

Dil mera ye kehta hai

Jhoom kar tum gaaoge

Aankhon mein aankhon ko bharke

Yun hi har janam mein dhadke

Dil ye dil ye haaye dil

Tere naam se mera dil haaye

Tere naam se mera dil

Bandagi ka aalam ye

Tum samajh na paaoge

Dil mera ye kehta hai

Baarishon sa chhaoge

Labon mein labon ko bharke

Yun hi har janam mein dhadke

Dil ye dil ye dil

Tere naam se mera dil haaye

Tere naam se mera dil

Tere naam se mera dil

हिंदी में गीत

तेरे नाम के सब गम मुझे

मेरे नाम के सब पल तुझे

रात ये बाहों में भरके

साँसों की तपिश पे धड़के

दिल ये दिल ये दिल

तेरे नाम से मेरा दिल हाए

तेरे नाम से मेरा दिल

तेरे नाम से मेरा दिल हाए

तेरे नाम से मेरा दिल

तेरे नाम के सब रंग मुझे

मेरे नाम के सब रंग तुझे

ख्वाब ये आँखों में तडपे

प्यार की कशिश से धड़के

दिल ये दिल ये दिल

तेरे नाम से मेरा दिल हाए

तेरे नाम से मेरा दिल

आशिक़ी के दामन में

तुम चले ही आओगे

दिल मेरा ये कहता है

झूम कर तुम गाओगे

आँखों में आँखों को भरके

यूँ ही हर जनम में धड़के

दिल ये दिल ये हाए दिल

तेरे नाम से मेरा दिल हाए

तेरे नाम से मेरा दिल

बंदगी का आलम ये

तुम समझ ना पाओगे

दिल मेरा ये कहता है

बारीशों सा छाओगे

लबों में लबों को भरके

यूँ ही हर जनम में धड़के

दिल ये दिल ये दिल

तेरे नाम से मेरा दिल हाए

तेरे नाम से मेरा दिल

तेरे नाम से मेरा दिल

Explore this song