Roman script

Main pagla gaya hun yeh jaanta

Jo dil ke mohalle mein tu aa gaya

Mere sawal ka tu hi jawab hai

Mere sawal ka tu hi jawab hai

Ye savere savere hi khwab aa gaya

Khulke jo tu hanse

Meri ankhein na hate

Tere aane se suraj bhi sarma gaya

Main pagla gaya hun yeh jaanta

Jo dil ke mohalle mein tu aa gaya

Behosh hosh hai sab khamosha hai

Teri baaton main yeh kahan aa gaya

Mere sawal ka tu hi jawab hai

Ye savere savere hi khwab aa gaya

Dhoondu kahan koyi aisa joh

Joh samja bina bole baaton ko

Na chanda ko tod ke laye woh

Par chand ho dil uska

Paise bhale kam kamaye woh

Par zoron se daily hasaaye woh

Teri bahon mein jab ghar aaye woh

Main queen hun uski haan

Waise hun mein badi sidhi sadhi

Ladki par love leke aata twist

Mile aisa pagla sa mere liye

Jab kahun kare baarish

Aisa jo mile to

Never wanna let go

Badi zor se mohabbat hui

Badi zor ka tujhpe pyar aa gaya

Mere sawal ka tu hi jawab hai

Ye savere savere hi khwab aa gaya

Explore this song