Roman script
Aashiqon ki parwaah karna
Bahut zaroori hai
Aashiqui ke bina
Mohabbat ki dastan adhoori hai
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Ho ke dekho tum kabhi hamaare bhi
Dil mein chahat jaagegi kabhi tumhaare bhi
Hoke dekho tum kabhi humaare bhi
Ho ke dekho tum kabhi hamaare bhi
Raabta manzile dillagi bandagi
Aashiqui bekhudi mausaki trishnagi
Ye sab ho jayenge tumhari zindagi
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Dil mein chahat jaagegi kabhi tumhare bhi
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Mehfilon ki safa tum mehekati hawa
Tum ho jannat meri tum ho rab ki dua
Tumko pyar karenge had se jyada
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Dil mein chahat jaagegi kabhi tumhare bhi
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Ho ke dekho tum kabhi hamaare bhi
हिंदी में गीत
आशिक़ों की परवाह करना
बहुत ज़रूरी है
आशिक़ी के बिना
मोहब्बत की दास्तान अधूरी है
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
दिल में चाहत जागेगी कभी तुम्हारे भी
होके देखो तुम कभी हमारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
राबता मंज़िले दिल्लगी बंदगी
आशिक़ी बेखुदी मौसकी तृष्नगी
ये सब हो जाएँगे तुम्हारी ज़िंदगी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
दिल में चाहत जागेगी कभी तुम्हारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
महफ़िलों की सफ़ा तुम महकती हवा
तुम हो जन्नत मेरी तुम हो रब की दुआ
तुमको प्यार करेंगे हद से ज़्यादा
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
दिल में चाहत जागेगी कभी तुम्हारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
Explore this song