Roman script
Main, mujh jaise, ho ek tum Tum jaise saare hum Apne lagte hain Haath haathon mein sajte hain Ghar bante hain judne se Hote hain eenton ke, jo eentein hum hain Jitni bhi ho, khushiyaan kam hain Mohabbat sacchi ho to Phir uss main jhoot nahi hai Mohabbat saaf dilon se kar Bano tum apne jaise Nahi tum jaisa koi Utha ke chal tu apna sar Pyaar jeeta hoon, main pyaar jeeunga Zinda dil hoon, jo zindagi jeeunga Jeena sab ka aasaan karunga Main, main, main Kyunki main green hoon Kyunki main green hoon Pyaar jeeta hoon, main pyaar jeeunga Zinda dil hoon, jo zindagi jeeunga Jeena sab ka aasaan karunga Main, main, main Kyunki main green hoon Kyunki main green hoon Dil dard ka aata goondhe Dil dard ka aata goondhe Mile veham ka namak zaida Yeh duniya hai kaala pathar Yeh duniya hai kaala pathar Tu samjhe chamak zyada Jo zaat hai Jo zaat hai, wajood main Jo zaat hai, wajood main Ussi ka to pata nahi Aaine ke saamne bhi Main mujhe mila nahi Gam hote hain baahon main Jazbon ki rahon main Chalte jaaye jo manzilon se woh milte hain Dil hotay hain nazuk se Inhe rakho chahat se Dhadkan dhadkan Phir apno ke dil dhadakte hain Hai dil aazaad ek panchhi Udey apni marzi se Mohabbat kar par qaid na kar Hai upar ek khuda toh Zameen pe sab hain barabar Toh bas phir ek khuda se dar Pyaar jeeta hoon, main pyaar jeeunga Zinda dil hoon, jo zindagi jiyunga Jeena sab ka aasaan karunga Main, main, main Kyun ke main green hoon Kyun ke main green hoon Kyun ke main green hoon Kyun ke main green hoon Kyun ke main green hoon Green hoon
Song details
- Singer: Atif Aslam
- Singer: Asim Azhar
- Singer: Abida Parveen
- Singer: Rahat Fateh Ali Khan
- Singer: Gul Panra
- Singer: Ali Azmat
- Singer: Sahir Ali Bagga
- Singer: Shafqat Amanat Ali
- Singer: Faakhir
- Composer: Sahir Ali Bagga
- Lyricist: Imran Raza
Song video
singer: Atif Aslam, Asim Azhar, Abida Parveen, Rahat Fateh Ali Khan, Gul Panra, Ali Azmat, Sahir Ali Bagga, Shafqat Amanat Ali, Faakhir
director: Sohail Javed
director of photography: Muaz Iqbal
music label: Green Entertainment