Roman script

Aaya hai jo bhi yahan

Jaaye woh aakhir kahan

Deewano ki qismat ka daanv laga hai

Na jaane kya hoga yeh paanv phansa hai

Maza hai yeh paisa hai kaisa nasha meri jaan

Iss haseen raat mein

Hone wala hai kuchh to yahan

Is haseen raat mein

Hone wala hai kuchh to yahan

Dollar se bhi uncha apna collar

Na koyi degree na scholar

Apna hai alag zone haan

Ho euro ke aage jitne bhi zero

Us'se bhi badkar main hero

Apni hai alag tone haan

Yeh saare ke saare colour bewafa hai

Kahin na maza jo harne mein maza hai

Mujhe jo mila hai hai usme usi ki raza

Is haseen raat mein

Hone wala hai kuch to yahan

Is haseen raat mein

Hone wala hai kuch to yahan

Explore this song