Roman script

Ishq milta jahan
Main wo bazaar hoon
Loot le aa mujhe
Yaar taiyaar hoon
Jahan kahin tu mile
Bedhadak choom le
Tujhse pyaar karta tha
Tujhse pyaar karta hoon
Jaan-e-man mujhe khayaal tere bulaave
Sharabiyon se khwab ho gaye
Tere naam behoshi baahar aaye
Ke pyaar mein kharab ho gaye
Ho is kharbi pe bhi
Main to qurbaan hoon
Aa samajh le mujhe
Main to aasaan hoon
Aa mujhme doob ja
Le mera jaayeza
Tujhse pyaar karta tha
Tujhse pyaar karta hoon

Song details

Song video

Watch on YouTube

director: Shashanka Ghosh

cast: Kartik Aaryan, Jeniffer Piccinato, Alaya F

choreography: Piyush-Shazia

music label: Tips Official