Roman script

Aapke aur mere rishte ki hai har taraf surkhiya

Bechain kar rahi hai humein

Aapki mohabbat ki sargarmiyan

Tere bin main adhoori

Saajan teri aankhon mein duniya hai meri

Saajan teri aankhon mein duniya hai meri

Saajan teri aankhon mein duniya hai meri

Tere binaa main adhoori

Saajan teri aankhon mein duniya hai meri

Dekhun mein tujhko hi har ik chehre mein

Rehti hoon main tere chahat ke pehre mein

Hai badi majboori

Saajan teri aankhon mein duniya hai meri

Saajan teri aankhon mein duniya hai meri

Tere binaa main adhoori

Saajan teri aankhon mein duniya hai meri

Sapno mein neendo mein tu hi to aata hai

Tere bin ik pal bhi jeeya na jaata hai

Legi jaan ye doori

Saajan teri aankhon mein duniya hai meri

Saajan teri aankhon mein duniya hai meri

Tere binaa main adhoori

Saajan teri aankhon mein duniya hai meri

हिंदी में गीत

आपके और मेरे रिश्ते की है हर तरफ सुर्खिया

बेचैन कर रही है हमें

आपकी मोहब्बत की सरगर्मियां

तेरे बिन मैं अधूरी

साजन तेरी आँखों में दुनिया है मेरी

साजन तेरी आँखों में दुनिया है मेरी

साजन तेरी आँखों में दुनिया है मेरी

तेरे बिना मैं अधूरी

साजन तेरी आँखों में दुनिया है मेरी

देखूं में तुझको ही हर इक चेहरे में

रहती हूँ मैं तेरे चाहत के पहरे में

है बड़ी मजबूरी

साजन तेरी आँखों में दुनिया है मेरी

साजन तेरी आँखों में दुनिया है मेरी

तेरे बिना मैं अधूरी

साजन तेरी आँखों में दुनिया है मेरी

सपनो में नींदो में तू ही तो आता है

तेरे बिन इक पल भी जीया ना जाता है

लेगी जान ये दूरी

साजन तेरी आँखों में दुनिया है मेरी

साजन तेरी आँखों में दुनिया है मेरी

तेरे बिना मैं अधूरी

साजन तेरी आँखों में दुनिया है मेरी

Explore this song