AAP JAISA KOI

Singer -Zahrah S Khan, Altamash Faridi

Album/Movie -An Action Hero

Lyricist -Indeevar, Tanishk Bagchi

Music -Tanishk Bagchi

Director (music)-

Director (movie)-

Cast -Ayushmann Khurrana, Malaika Arora

Music Label-




AAP JAISA KOI
Phool ko bahaar, bahaar ko chaman
Dil ko dil, badan ko badan

Har kisi ko chahiye
Tann mann ka milan
Kaash mujh par aisa
Dil aapka bhi aaye

Toh baat ban jaaye
Aa haan baat ban jaaye

Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye
Aa haan baat ban jaaye

Jaane humein yeh kya ho gaya
Madhosh hum ho gaye
Woho saara jahan yoon bhool ke
Baahon mein hum kho gaye

Main insaan hoon farishta nahi
Dar hai behak na jaun kahin

Tanha dil na sambhelga
Pyar bina yeh tadpega
Aap sa kahan hai
Dil aapko hi paaye

Toh baat ban jaaye
Aa haan baat ban jaaye

Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye
Oh ho baat ban jaaye