Roman script
Naya naya sa ishq tha Tab nayi jawani thi Main tera aashiq tha Tu meri deewani thi Haan naya naya sa ishq tha Tab nayi jawani thi Main tera aashiq tha Tu meri deewani thi Jo waha liye wo kaha nazaare hai Jo waha liye wo kaha nazaare hai Teri galiyon mein kayi saal guzaare hai Teri galiyon mein kayi saal guzaare hai Jo tumpe marte the wo bhi sudhaare hai Teri galiyon mein kayi saal guzaare hai Ek baat mazaak ki hai Lo phir bhi kehte hai Kaiyon ko lagta tha Hum waha hi rehte hai Ek baat mazaak ki hai Lo phir bhi kehte hai Kaiyon ko lagta tha Hum waha hi rehte hai Hum tere aashiq hai waha jaante saare hai Teri galiyon mein kayi saal guzaare hai Teri galiyon mein kayi saal guzaare hai Waha apne baare jaante saare hai Teri galiyon mein kayi saal guzaare hai Bin helmet police se hum Bach bach kar jaate the Aur baal waal set karke Hum jach kar jaate the Tujhe pichhe baitha kar Maine bahut ghumaaya tha Uss motorcycle ne Bada saath nibhaya tha Tujhe yaad hoga tab kitne gede maare hai Teri galiyon mein kai saal guzaare hai
Song details
Song video
director: Satti Dhillon
choreography: Vivek
director of photography: Vikcee
music label: Geet MP3