Roman script
Ho.. Mujhko lagi hai jaane kiski dua Teri baaton ne mere dil ko chhua Tum kya mile mere yaar Mera dil bekarar hua Beintehaan bepanaah Firse mujhe pyaarr huaa Tum kya mile mere yaar Mera dil bekarar hua Beintehaan bepanaah Firse mujhe pyaar hua Sili sili se raatein yaadein sili Dil ki ye duniya tumse khili Soone dil ko rahat tumse mili Bin tere jeena mera koi baddua Teri baaton ne mere dil ko chhua Tum kya mile mere yaar Mera dil bekarar hua Beintehaan bepanaah Firse mujhe pyar hua Tum kya mile mere yaar Mera dil bekarar hua Beintehaan bepanaah Firse mujhe pyar hua Mere dard-e-dil ka sahara hai tu Meri kashti ka kinara hai tu Mere liye jag saara hai tu Tu hai jahan hai yaara main bhi wahan Teri baaton ne mere dil ko chhua Tum kya mile mere yaar Mera dil bekarar hua Beintehaan bepanaah Firse mujhe pyar hua Tum kya mile mere yaar Mera dil bekarar hua Beintehaan bepanaah Firse mujhe pyar hua
Song details
- Singer: Nihal Tauro
- Film / album: Himesh Ke Dil Se The Album
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Himesh Reshammiya
Song video
music label: Himesh Reshammiya Melodies