Roman script
Honthon pe bas tera naam hai Tujhe chahana mera kaam hai Honthon pe bas tera naam hai Tujhe chahana mera kaam hai Tere pyaar mein pagal hun Main subaho shaam Janam I love you, you love me Janam I love you, you love me Honthon pe bas tera naam hai Tujhe chahana mera kaam hai Tere pyaar mein pagal hun Main subaho shaam Janam I love you, you love me Janam I love you, you love me Yeh raat soyi hai khoyi khoyi Arman mere hain jaage jaage Yeh kya mujhe ho gaya zulfo ke Saye chilman banaye Aa main deevani inko hata du Dekhu tera chehara Deewangi ka jaam hai Tu ishq ka inaam hai Tere pyar mein pagal hu Main subaho shaam Janam I love you, you love me Janam I love you, you love me Thandi hawaaye jaadu jagaaye Mere nigaahe hain pyasi pyaasi Chhane laga hai nasha yeh Gori bahe tujhko bulaye Aaja mita du duri jara si Ho na koyi fasala Dil ka yahi paigam hai To chain hai aaram hai Tere pyar mein pagal hu Main subaho shaam Janam I love you, you love me Janam I love you, you love me Honthon pe bas tera naam hai Tujhe chahana mera kaam hai Tere pyaar mein pagal hun Main subaho shaam Janam I love you, you love me Janam I love you, you love me Janam I love you, you love me Janam I love you, you love me
Song details
- Singer: Seepi Jha
- Singer: Sameer Khan
- Composer: Raaj Aashoo
- Lyricist: Seepi Jha
Song video
singer: Seepi Jha, Sameer Khan
director: The Real Emotions.
cast: Zaara Yesmin, Parth Samthaan
choreography: Shabina khan Plus
director of photography: Jigar khan
music label: Tips Official