Roman script
Dhokha hai kya mujhe khabar nahi thi Par jab tak khabar lagi neeche kabar Jazbaaton ki, mere haalaton ki Rishtein aur naaton ko lag gayi hai kiski nazar? Dass liya jaise kisine mujhe aur Neela pada hain zehar ka asar Aankhon ne aansun ko dafan kiya Hua ghut-ghut ke marne ka jaari safar Main poochun khuda se ki kya hai Wajah mere ishq mein kami ya woh bewafa Woh bola nahi bas woh sunta raha Lekin jawaab uske chehre se mil chuka Kyun ke tere andar koi jazbaat nahi Kya tere liye pyaar tha mazaak kahin Itne saalon se toda tune bharosa mera Apni kasam karunga na tujhe maaf kabhi Mujhe bataa ki aisa kya hua Kahan reh gaya pyaar kam kahan chhodi kami 7 saal ho gaye saath mein saath nibhaate huye Iss bandhan ko toda aur tune socha bhi nahi Socha nahi, ek pal bhi tune kyun yeh socha nahi Rishton ko toda, ek pal bhi mere baare socha nahi Waqt badalta hai toh duniya bhi apne chehre badalti hai Toota joh dhaaga toh judne pe Usmein sirf gaathhein hi milti hain Karte mohabbat hain jis-se Kyun ussi se nafratein milti hain Kiya bharosa anjaanon pe Shayad yeh meri hi galti hai Meri hi galti hai shayad yeh meri hi galti hai Meri hi galti hai shayad yeh meri hi galti hai Karte mohabbat hain jis-se kyun ussi se nafratein milti hai Kiya bharosa anjaanon pe shayad yeh meri hee galti hai Apne khwaabon ki dor ko maine chhod diya Taaki tere khwaabon ki dor ko sambhaal sakun Apne khushiyon ka ghonta maine gala Taaki teri zindagi mein khushiyaan main laa sakun Tere liye bana tera saaya Taaki duniya ki nazaron se tujhko bacha sakun Kiya mera sab tere hawaale Aaj khada khaali haath bata abb main kya karun Main bana tere liye har dhoop mein chhaanv Shayad iss mein bhi meri hee galti thi Har daldal mein bana teri liye main naav Shayad iss mein bhi meri hee galti thi Mere har aansun-aansun bane tere liye mazaak Shayad iss mein bhi meri hee galti thi Tujhko kya doon dosh tujhe se dil lagaya Woh hee sabse badi meri galti thi Waqt badalta hai toh duniya bhi apne chehre badalti hai Toota joh dhaaga toh judne pe Uss mein sirf gaathhein hee milti hain Karte mohabbat hain jis-se kyun Ussi se nafratein milti hain Kiya bharosa anjaanon pe Shayad yeh meri hee galti hai Meri hee galti hai Shayad yeh meri hee galti hai Meri hee galti hai Shayad yeh meri hee galti hai
Song details
- Singer: UK Rapi Boy
- Film / album: Hustle 2.0
- Composer: UK Rapi Boy
- Lyricist: UK Rapi Boy
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: KaanPhod Music