Roman script
Vishwayuddh doosra Japani fauj se muqabla Shahadat yaadgaar badluram ki Itihaas gava joh misaal bani Joh ki aaj bhi sipaahiyon ki beech Yeh sangeet amar indian army, Regiment of assam ki marching Pe bhare josh Sainikon pe dekho bemisaal chhaapchhod Dilchasp katha ek shaqs jawaan Bharatiya seema aur mitti ki raksha Nakshe pe dushman ka aagragraman Akraman vilamb kis baat ki ab Daaga nishana bandook-e-farz Kartavya nibhana Veergati seene se apne Maut ko bhi haskar apnana Praan gavaaya shaan se Bharat mata ki maan pe aach na aane di Kahi yeh sanyog ya galti se Quarter master ke list men naam nahi Ration jo mili marne par bhi Supply line cut sankat men sabhi Nirnaayak saabit yudh men hui Badluram ka badan Zameen ka neeche hain par Humein uska ration milta Shabaash hallelujah Par humein uska ration milta hain Daastan - e - hangpan dada ki, Bachpan se shararati, janmein Chhote gaon mein arunachal Satanvey chayanit sena mein Havildar pohonche kashmir Intelligence mili ki ghuspaithiye Aatankvadi, chhetra naugam mein Maar giraane ki saugandh le Feet tera hazaar uchai Nikal pade chadhne mein maahir Pahaad, goliyon ki bauchhaar ke beech Dushmanon ka bhaagne ka rasta seal Pohonchne mein nazdeek mili kamayabi Muthbhed chali kuch der aisi Aakhri ghadi tak ko teen ko maar giraya Khoon se lath path hangpan dada ki jaan ja chuki thi Balidan pe unke fakra humein Parivaar ki aankhen namm hui thi Tasveer-e-veerta ko pramanit Ashoka chakra se woh sammanit Shat-shat naman amar sapoot ko Jinke bachhe gaayein geet joh Badluram ka badan Zameen ka neeche hain toh Humein uska ration milta Shabaash hallelujah Par humein uska ration milta hai
Song details
- Singer: EPR Iyer
- Film / album: Hustle 2.0
- Composer: EPR Iyer
- Lyricist: EPR Iyer
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: KaanPhod Music