Roman script
Mohabbat mohabbat
Yeh kya laga rakha hai
Mohabbat mohabbat
Yeh kya laga rakha hai
Dhokha fareb kya kya
Ismein mila rakha hai
Dhokha fareb kya kya
Ismein mila rakha hai
2 4 maine aise kuchh
Sawaal kya kiye
Ik pal mein tune apna
Chehra badal diya
Kya naam doon tujhe
Kaafir ya bewafa
Kya naam doon tujhe
Kaafir ya bewafa
Keh ke mujhe khuda
Khuda badal diya
Kya naam doon tujhe
Kaafir ya bewafa
Keh ke mujhe khuda
Khuda badal diya
Gir ke toot jata
To main jod leta ho ho
Gir ke toot jata
To main jod leta
Toot ke gira hai dil
Kya ilaaz ho mere aasaan ki
Tum hawa to ho par
Aaj kal na jaane
Kyun mere khilaf ho
Kuchh to jawab do
Ki aisi baat kya huyi
Ke baat karne ka bhi
Lehza badal liya
Kya naam doon tujhe
Kaafir ya bewafa
Kya naam doon tujhe
Kaafir ya bewafa
Keh ke mujhe khuda
Khuda badal diya
Kya naam doon tujhe
Kaafir ya bewafa
Keh ke mujhe khuda
Khuda badal diya
Explore this song