Roman script
Tera rutba shahi shahi Tu likhe taqdeerein Tere haath siyaahi Tera rutba shahi shahi Tu hi zarra, tu hi ilaahi Chaand aur suraj taare Kehte hai yeh hi saare Baaki sab mitti saare Tu hi sikandar Dumadum, dumadum Dumadum mast kalandar Ali da pehla number Dumadum mast kalandar Ali da pehla number Ho laal meri, laal meri Rang mein tere sab raazi Ban baithe tere namaazi Lehron mein doobe teri Tu hai samndar Teri mauj mein jo hai jhooma Woh jannat ki galiyan ghooma Sanwar gayi qismat ki lakeerein Jab tune mera maatha chooma Ali ali dum ali ali Ali ali dum ali ali
Song details
- Singer: Sardar Ali
- Singer: Sanj V
- Singer: Shahzad Ali
- Singer: Gurcharan Singh
- Film / album: Code Name Tiranga
- Composer: Jaidev Kumar
- Lyricist: Kumaar
singer: Sardar Ali, Sanj V, Shahzad Ali, Gurcharan Singh
cast: Harrdy Sandhu, Parineeti Chopra