Roman script
Beh gaye aansuon se rakht yeh Ab aane wala mera waqt hai Beh gaye aansuon se rakht yeh Ab aane wala mera waqt waqt Beh gaye aansuon se rakht ye Ab aane wala mera waqt hai Beh gaye aansuon se rakht yeh Ab aane wala mera Kya hi bata dega tu? Bata dega tu? Joh unhe nahi pata hai baare mere? Baare mere Kya galti nikalega tu? Nikalega tu Main unsey hi seekha toh jaane de re Jaane dere jaane de re Khusur-phusur mere baare kare Joh bhi peeche mere unko pyaar mera Khush hain mere gaane sunke sabhi, Inko chahiye roti par main naan de raha Dikhta main mehfil mein bandh, Kyunki inn nazmon mein rehta hai dhyaan mera Maa meri chinta mein rehti hai kyunki Main jung ke maidan mein jaan de raha Yeh seh nahi paate meri unnati Inhe badnaami karne ki chull machi Par, yeh kya batayenge mere baare Jinki apni kahaani mein dhool basi Gaanon mein likhta nahi main meri bhukhmari Mere lanes hain chalun main us par hi Suno meri kahaani tum meri zubaani Yeh bande kya bechenge dushmani Kya hee bata dega tu? Bata dega tu? Joh unhe nahi pata hai baare mere? Baare mere Kya galti nikalega tu? Nikalega tu Main unse hi seekha toh jaane de re jaane de re Haan mujhpe paise nahi the Toh main rappers ke gharon Mein raaton ko deta tha takes Haan meri gandi zubaan, Par kabhi tu mere bhi dil mein utar ke toh dekh Aaj hoon main joh bhi woh Kiya hain haansil maine karke raatein aur dino ko ek Mujhko bas chinta rehti hain inn Bachhon ki jinko nahi samajh kya asli kya fake No birthday ka cake par phir bhi hum party Manaate yahan bade chhote saare ek Maa kehti beta jeetega tu saari baazi Gar iraade tere saare nek. Raaton ko likhun gaane tabhi gaddhon mein Aankhein main subah tak leta nahi break Inn sab se upar rakhun apne vision ko Knowledge ko karne lagun elevate Mujhe yeh baantein, Pasand nahi mujhe hain faasla yeh Chalun inn sab se aage Tabhi peeth peeche bakte yeh khaamakha hain Kya hi bata dega tu? Bata dega tu? Joh unhe nahi pata hai baare mere? Baare mere Kya galti nikalega tu? Nikalega tu Main unse hi seekha toh jaane de re Jaane de re jaane de re Kya hi bata dega tu? Bata dega tu? Joh unhe nahi pata hain baare mere? Baare mere Kya galti nikalega tu? Nikalega tu Main unse hi seekha toh jaane de re Jaane de re jaane de re, yeah Beh gaye aansuon se rakht yeh Ab aane wala mera waqt hai Beh gaye aansuon se rakht yeh Ab aane wala mera waqt hai Beh gaye aansuon se rakht yeh Ab aane wala mera waqt hain Beh gaye aansuon se rakht yeh Ab aane wala mera waqt hai
Song details
- Singer: MC Headshot
- Film / album: Hustle 2.0
- Composer: MC Headshot
- Lyricist: MC Headshot
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: KaanPhod Music