Roman script

Yaar zaahir zaahir jiya kar de

Yaar zaahir zaahir jiya kar de

Kaash ke tu choom ke khuda kar de

Jism yeh jungle nahi

Jism yeh jungle nahi

Hua kab se chal mujhe

Phir hara bhara kar de

Suna hai koyi roothe to

Roothe to badhti chahatein

Suna hai koyi roothe to

Roothe to badhti chahatein

Hai guzarish tu mujhko khafa kar de

Kaash ke tu choom ke khuda kar de

Zulfein teri pehle bani

Baadal bane baad mein

Zulfein teri pehle bani

Baadal bane baad mein

Phoolon ne bhi gehne

Pehne teri yaad mein

Main dhoondhon tere chehre ko

Chehre ko baadal mein sadaa

Main dekhun saare phoolon mein

Phoolon mein teri hi adaa

Yaar zaahir zaahir jiya kar de

Kaash ke tu choom ke khuda kar de

Khumari jaise roohon pe

Roohon pe chadhti chahatein

Suna hai koyi roothe to

Roothe to badhti chahatein

Hai guzarish guzarish shafa kar de

Kaash ke tu choom ke khuda kar de

Jism yeh jungle nahi

Jism yeh jungle nahi

Hua kab se chal mujhe

Phir hara bhara kar de

हिंदी में गीत

यार ज़ाहिर ज़ाहिर जिया कर दे

यार ज़ाहिर ज़ाहिर जिया कर दे

काश के तू चूम के खुदा कर दे

जिस्म ये जंगल नही

जिस्म ये जंगल नही

हुआ कब से चल मुझे

फिर हरा भरा कर दे

सुना है कोई रूठे तो

रूठे तो बढ़ती चाहतें

सुना है कोई रूठे तो

रूठे तो बढ़ती चाहतें

है गुज़ारिश तू मुझको खफा कर दे

काश के तू चूम के खुदा कर दे

ज़ूलफें तेरी पहले बनी

बादल बने बाद में

ज़ूलफें तेरी पहले बनी

बादल बने बाद में

फूलों ने भी गहने

पहने तेरी याद में

मैं ढूंढू तेरे चेहरे को

चेहरे को बादल में सदा

मैं देखूं सारे फूलों में

फूलों में तेरी ही अदा

यार ज़ाहिर ज़ाहिर जिया कर दे

काश के तू चूम के खुदा कर दे

खुमारी जैसे रूहों पे

रूहों पे चढ़ती चाहतें

सुना है कोई रूठे तो

रूठे तो बढ़ती चाहतें

है गुज़ारिश गुज़ारिश शफ़ा कर दे

काश के तू चूम के खुदा कर दे

जिस्म ये जंगल नही

जिस्म ये जंगल नही

हुआ कब से चल मुझे

फिर हरा भरा कर दे

Explore this song