Roman script

Aa gaya hun main hi meri zindagi mein

Main main main, mera main main

Kho gaya hun main hi meri shaayari mein

Main main main, mera love main

Aane se mere dil mein huyi halchal

Main to khudi se mil ke hua paagal

Mujh ko to mujh se jyaada

Mujh se pyaara koi nai lagta

Haan mujh se pyara koi nai lagta

Kyun ho mujhe beqarari

Mujhko meri sohbat pyaari

Kyun ho mujhe intazaari

Mujhko meri hi khumaari

Dooje ke khaayalon pe

Paabandi daali

Mere hi khwaabon mein

Main aaun baari baari

Chha gaya hun main hi meri zindagi mein

Main main main, mera main main

Kho gaya hun main to meri hi gali mein

Main main main, mera love main

Aur kisi se mil ke hai kya karna

Apni hi baahon mein jeena aur marna

Mujh ko to mujh se jyaada

Mujh se pyaara koi nai lagta

Haan mujh se pyara koi nai lagta

Aivein lagi duniya saali

Maine khud se jaan laga li

Dil mein to thi kangali

Khud ko paake daulat paa li

Dukh bhare gaano se hai jaan chhudaa li

(love myself, love myself)

Gham ko uchhalaa aur dulaati maari

(love myself, love myself)

I am in love with me

Explore this song