Roman script
Kisi ka dil dukhaoge Toh dard tum bhi paaoge Kisi ka dil dukhaoge Toh dard tum bhi paaoge Kisi ko tum rulaoge Toh aansu tum bhi paaoge Na sifarish na guzarish Na hi lihaaz karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Haan apna bana ke begaana kar dena Beech safar mein anjaana kar dena Haan apna bana ke begaana kar dena Beech safar mein anjaana kar dena Jee bhi na paye kisi ke bina Kyun itna zyada deewana kar dena Kahan ki yeh sharafat hai Jaan kaisi yeh aadat hai Kahan ki yeh sharafat hai Jaane kaisi yeh aadat hai Kisi ko kar dena barbaad Kisne di yeh ijaazat hai Chahe jitne kar lo parde Yeh benakaab karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Kisi ka dil dukhaoge Toh dard tum bhi paaoge Kisi ko tum rulaoge Toh aansu tum bhi paaoge Na sifarish na guzarish Na hi lihaaz karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai
हिंदी में गीत
किसी का दिल दुखाओगे तो दर्द तुम भी पाओगे किसी का दिल दुखाओगे तो दर्द तुम भी पाओगे किसी को तुम रलाओगे तो आँसू तुम भी पाओगे ना सिफारिश ना गुज़ारिश ना ही लिहाज़ करता है इश्क़ में खुदा बराबर का हिसाब करता है इश्क़ में खुदा बराबर का हिसाब करता है हाँ अपना बना के बेगाना कर देना बीच सफ़र में अंजाना कर देना हाँ अपना बना के बेगाना कर देना बीच सफ़र में अंजाना कर देना जी भी ना पाए किसी के बिना क्यूँ इतना ज़्यादा दीवाना कर देना कहाँ की ये शराफ़त है जाने कैसी ये आदत है कहाँ की ये शराफ़त है जाने कैसी ये आदत है किसी को कर देना बर्बाद किसने दी ये इजाज़त है चाहे जीतने कर लो परदे ये बेनकाब करता है इश्क़ में खुदा बराबर का हिसाब करता है इश्क़ में खुदा बराबर का हिसाब करता है किसी का दिल दुखाओगे तो दर्द तुम भी पाओगे किसी को तुम रलाओगे तो आँसू तुम भी पाओगे ना सिफारिश ना गुज़ारिश ना ही लिहाज़ करता है इश्क़ में खुदा बराबर का हिसाब करता है इश्क़ में खुदा बराबर का हिसाब करता है इश्क़ में खुदा बराबर का हिसाब करता है इश्क़ में खुदा बराबर का हिसाब करता है
Song details
- Singer: Raj Barman
- Composer: Siddharth Kasyap
- Lyricist: Kumaar
Song video
director: Ranju Varghese
cast: Paras Arora, Kashika Kapoor
director of photography: Manoj Shaw
music label: Zee Music Company