Roman script

Okay!

Main dhoondhu tujhe har jagah har jagah

Kahan chhupke tu baithi zara de bta

Aayi bhar ke jawaani tere body mein

Ya to mere ghar aaja ya to dede tera pata

Karenge hum zyada kuch nahi baby

Bas thoda thoda hint mein dedu bta

Aag lag jaani jaan ke jaan

Tu jaan se badkar meri

Main thoda teri aankhon pe mar gaya

Main thoda teri baaton pe mar gaya

Tu thoda thoda move hui jo

To sara mera jaam bikhar gaya

Oops!

Main thoda teri aankhon pe mar gaya

Main thoda teri baaton pe mar gaya

Tu thoda thoda move hui jo

To sara mera jaam bikhar gaya

Oops!

Aayi banke tu maut ka samaan

Tere peeche matter ho gaye meri jaan

Maine bhi maangi ek wish kibba karke finish

Tere saath guzaarun ek shaam

Chal aane de aane de

Phone tere daddy ka aane de aane de

Meri nayi saaliyon ko jaane de jaane de

Jaake uncle ko bataane de taane de

Main kal hi mila hun teri mummy se chok pe

Mauke pe chauka bhi maare hain shok se

Kehti hain baat hazam nahi hori

Pasand tujhe ladki mein aaya meri kya?

Main bola teri aankhon pe mar gaya

Main bola teri baaton pe mar gaya

Tu thoda thoda move huyi jo

To sara mera jaam bikhar gaya

Oops!

Main thoda teri aankhon pe mar gaya

Main thoda teri baaton pe mar gaya

Tu thoda thoda move huyi jo

To sara mera jaam bikhar gaya

Oops!

Main apni hi marzi ki maalik hun

Mere baare abhi kuch bhi na jaane tu

Mere pyaare itihaas nikaal ke

Dekh main cheez hun kya?

Mujhe call aya jiska vo daddy nahi ex tha

Baby vapas ajao uska hi text tha

Vaise main faltu ki baatein ni sunti

Par jitna bhi kaha tune sab kuch best

Main bhi kal hi mili hun teri mummy se chok pe

Mauke pe chauke bhi maare hain shok se

Kehti hain baat hazam nahi hori

Pasand tujhe ladke mein aaya mere kya?

Main boli teri aankhon pe mar gayi

Main boli teri baaton pe mar gayi

Tu thoda thoda achha laga jo

Main tujhpe hi poori bikhar gayi

Oops!

Main thoda teri aankhon pe mar gayi

Main thoda teri baaton pe mar gayi

Tu thoda thoda achha laga jo

Main tujhpe hi poori bikhar gayi

Oops!

Main thoda teri aankhon pe mar gaya

Main thoda teri baaton pe mar gaya

Tu thoda thoda move huyi jo

To sara mera jaam bikhar gaya

Oops!

Main thoda teri aankhon pe

Main thoda teri baaton pe

Tu thoda thoda mujhpe hi

To saara mera oops!

Explore this song