Roman script
Tu jis bhi jagah pe barsega Woh dariya ban jaayega Tu khwaab mein bhi jo aayega Toh ankhiyan rang jaayega Hoga toh chaand bhi dooja kahin Ek hai duniyan mein tu Maine socha naa tha Ek din yaara mera banega tu Jab tak saansein hain Hai yeh vaada dil mein rahega tu Maine socha naa tha Ek din yaara mera banega tu Jab tak saansein hain Hai yeh vaada dil mein rahega tu Saahan jodi sang tere Saambh ke tu rakhna Tere vall tere vall mera jahan Ik pal maahi mera Haath na tu chhadna Koyi gall hove kal rehna mera Shukr hai, tujhse tu, Har jagah meri bhar gaya Jo hua dard toh Humdard mera ban gaya Main liye jaan chhidakta Hoon tadapta dikhe naa jo mujhe tu Maine socha naa tha Ek din yaara mera banega tu Jab tak saansein hain Hai yeh vaada dil mein rahega tu x(2) Can you be mine be my life line I will love you till the end of time Let me hold you be my one true Love will sail through till the end of time Mera banega tu Mera banega tu
Song details
- Singer: Lakshay Kapoor
- Singer: Trisha
- Singer: Sheena
- Film / album: Liger
- Composer: Tanishk Bagchi
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
singer: Lakshay Kapoor, Trisha, Sheena
cast: Vijay Deverakonda, Ananya Panday
music label: Sony Music India