Roman script
Tere ishq main mein tha jiya Tere pyaar mein basta gaya Tu loat aa yun naa sataa Ye dil tujhe bhul naa saka Roya bhi tere ishq mein Hansna bhi tere ishq mein Ek vaari mujhe tu bhi pyaar kar Ek vaari mujhe tu bhi yaad kar Ehsaas tujhe bhi mere pyaar ka hoga Intezaar tujhe bhi tere yaar ka hoga Paas kabhi to mere aaoge Saath mera bhi tum nibhaoge Aas yahi lekar main aaj jee raha Tere pyaar ko baar baar Main khat likh raha Tere ishq main mein tha jiya Tere pyaar mein basta gaya Roya bhi tere ishq mein Hansna bhi tere ishq mein Ek vaari mujhe tu bhi pyaar kar Ek vaari mujhe tu bhi yaad kar Kuch log bohut yaad aate hain Kuch log bohut yaad aate hain Aanjani raahon pe bebas iraado se Door mujhe koi le jayega Ek din wo zaroor aayega Khoya hua huun jaise aandhi mein har tan Tham sa gaya hun jaise sehma sa hain mann Tere ishq mein main tha jeeya Tere pyar mein basta gaya Tu laut aa yun naa sataa Ye dil tujhe bhul na saka
Song details
- Singer: Aditya Yadav
- Composer: Aditya Yadav
- Lyricist: Aditya Yadav
Song video
director: Sukh D
cast: Aditya Yadav, Urfi Javed, Money Romana
director of photography: Ali Khan