Roman script
Mohabbat ki pachida galiyon ko dil janta hi nahi Sach yehi ha tum bin dil maanta hi nahi Chahe paas mere chahe hai door tu Tu mere dil mein hai yaara rubaroo Tu mere dil mein hai yaara rubaroo Chahe paas mere chahe hai door tu Tu mere dil mein hai yaara rubaroo Tu mere dil mein hai yaara rubaroo Tu dard bhi hai tu hai justazu Tu dard bhi hai tu hai justazu Tu mere dil mein hai yara rubaroo Tu mere dil mein hai yara rubaroo Yaad karta hun woh baatein tune jo kahi mujhe Chand mulaqaton mein hi dil pe jo lagi mujhe Dil hai mere sheeshe jaisa todna nahi isse Toota jo ek bar dobara darega yeh har kisi se Meri chahton ki tu hai aarzoo Tu mere dil mein hai yara rubaroo Tu mere dil mein hai yara rubaroo Dekh le meri aankhon mein aayega tujhe nazar Mere dard-e-dil ki kahani meri aashiqui ka safar Jaanlewa hota hai ye zahar ishq ka yaar Meri furqaton ko samajh tu be wajah nahi ye pyar Mere jism-o-jaan ki yaar hai rooh tu Tu mere dil mein hai yaara rubaroo Tu mere dil mein hai yaara rubaroo Chahe paas mere chahe hai door tu Tu mere dil mein hai yaara rubaroo Tu mere dil mein hai yaara rubaroo
Song details
- Singer: Aasa Singh
- Film / album: Himesh Ke Dil Se The Album
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Himesh Reshammiya
Song video
music label: Himesh Reshammiya Melodies