Roman script
Tu mere wajood mein hai jaise mojood Tujhe dekhte hi ishq mehsoos ho gaya Paake tujhe khone ka sawaal hi nahi Meri aankhon mein tu ab mehfooz ho gaya Jaise baarishon ka bheega hua khwaab tu Jaise rehne laga mujhme behisaab tu Jaise meri hi duaaon ka jawaab tu Ke tu mera sanam ho gaya Haan rab ka karam ho gaya Jaise ho rahi ho dhoop mein baarishein Mujhe aisi lagi teri muskurahtein Ek hone lagi teri meri aadatein Ke tu mera sanam ho gaya Haan rab ka karam ho gaya Aaya tu dil mein aise bheegi si yaad jaise Poori hui ho meri koi muraad jaise Mujhme tu chamaka aise badali mein chand jaise Khwahish hui hai poori baraso ke baad jaise Aaya tu dil mein aise bheegi si yaad jaise Poori hui ho meri koi muraad jaise Mujhme tu chamaka aise badali mein chand jaise Khwahish hui hai poori baraso ke baad jaise Aadha main ishq leke aaya hoon Aadha sa ishq tujhe laana hai Thoda kareeb tere aaya hoon Thoda kareeb tujhe aana hai Lamha lamha mujhe tera hi khayal hai Teri chahton ka saara yeh kamaal hai Tere jaisa hi to mere dil ka haal hai Ke tu mera sanam ho gaya Haan rab ka karam ho gaya Jaise ho rahi ho dhoop mein baarishein Mujhe aisi lagi teri muskurahtein Ek hone lagi teri meri aadatein Ke tu mera sanam ho gaya Haan rab ka karam ho gaya Paaya hai maine tujhe aage ye chand karke Aaya hoon tere liye lamhein udhaar leke Jee bhar ke jeena hai ab tujhse karar leke Khushiyan khareedi maine tera hi pyar leke Aaya tu dil mein aise bheegi si yaad jaise Poori hui ho meri koi muraad jaise Mujhme tu chamaka aise badali mein chand jaise Khwahish hui hai poori baraso ke baad jaise Aaya tu dil mein aise bheegi si yaad jaise Poori hui ho meri koi muraad jaise Mujhme tu chamaka aise badali mein chand jaise Khwahish hui hai poori baraso ke baad jaise
Song details
- Singer: Ishaan Khan
- Composer: Aishwarya Tripathi, Yakshaj Jagtap
- Lyricist: Azeem Shirazi
Song video
director: Dhruwal Patel, Jigar Mulani
cast: Faisu, Shivangi Joshi
music label: Blive Music