Roman script
ishk me tere maine ye kya kiya bhule se tujhko hi khuda keh diya ishk me tere maine ye kya kiya bhule se tujhko hi khuda keh diya ho ishk me tere maine ye kya kiya bhule se tujhko hi khuda keh diya mera to naa tha irada phir ye hua kaise shayad ye mera junoon hai dil hai kaha bas me tu ishk hai mera dil ki zamin pe hai tera basera tu meri rato ka ujala sawera dil ki zamin pe hai tera basera tu meri rato ka ujala sawera ishk me tere maine ye kya kiya bhule se tujh ko hi khuda keh diya rab ye agar mujhko haq deta tera mukaddar main khud likhta jab tu chalta, panv me tere apni hatheli main rakh deta mera to naa tha irada phir ye hua kaise shayad ye mera junoon hai dil hai kaha bas me tu ishk hai mera dil ki zamin pe hai tera basera tu meri rato ka ujala sawera dil ki zamin pe hai tera basera tu meri rato ka ujala sawera jab bhi duwa ko hath uthaya, hotho pe tera hi naam aaya teri mohabbat mangi rab se, phir naa mujhe kuchh yaad aaya ho mera to na tha irada phir yeh hua kaise shayad ye mera junun hai dil hai kaha bas me tu ishk hai mera dil ki zamin pe hai tera basera tu meri rato ka ujala sawera dil ki zamin pe hai tera basera tu meri rato ka ujala sawera ishk me tere maine ye kya kiya bhule se tujhko hi khuda keh diya ishk me tere maine ye kya kiya bhule se tujhko hi khuda keh diya ishk me tere maine ye kya kiya bhule se tujhko hi khuda keh diya mera to naa tha irada phir ye hua kaise shayad ye mera junun hai dil hai kaha bas me tu ishk hai mera dil ki zamin pe hai tera basera tu meri rato ka ujala sawera dil ki zamin pe hai tera basera tu meri rato ka ujala sawera
Song details
- Singer: Tripti Sinha
- Singer: Deepali Sathe
- Singer: Divya Kumar
- Singer: Vardan
- Film / album: War Chhod Na Yaar (2013)
- Composer: Aslam Keyi
- Lyricist: Azeem Shirazi
- Actor: Sharman Joshi
- Actor: Soha Ali Khan
- Actor: Jaaved Jaaferi
- Actor: Sanjay Mishra
- Actor: Mukul Dev
- Actor: Manoj Pahwa
singer: Tripti Sinha, Deepali Sathe, Divya Kumar, Vardan
actor: Soha Ali Khan, Sharman Joshi