Roman script
Hathon mein jaam hai Hum roz peete hain par dil nahi bhara Jhele nuksaan hain Par kisi ka chheen apna fayada nahi kara Hathon mein jaam hai Hum roz peete hain par dil nahi bhara Hey hey hey, jhele nuksaan hain Par kisi ka chheen apna fayada nahi kara Hey hey hey Qatle aam hai Jinhone bhi peechhe mere baare hai kara Hey hey hey, mujhpe ilzaam hai Ke maine phir se saccha pyar nahi kara Hey Aaj mujhe sab kuch de rahe ho Kal mujhse sab kuch le loge Main puchhta rahunga ke galti kya Par mujhse tum kuch bhi na bologe Bas tabhi main door hi rehta hon Dil se hi likhta aur kehta hoon Ke jo hai bana khud zero se Us'se ab kya hi tum le loge Ke mere jaisa main bas ek Main hoon cheez aakhiri Yeh ghamand nahi hai jaana Yeh hai baat yaar ki Ke main chala jo mere sath Duniya saari chal padi To woh bhi chhod aa gayi thi Galiyan apne yaar ki Jeena haraam hai Woh gussa hoke kehti raja nai mila Yehi anjaam hai Ke maine phir se saccha pyar nahi kara Aye aye Hathon mein jaam hai Hum roz peete hain par dil nahi bhara Hey hey hey, jhele nuksaan hain Par kisi ka chheen apna fayada nahi kara Hey hey hey Qatle aam hai Jinhone bhi peechhe mere baare hai kara Hey hey hey, mujhpe ilzaam hai Ke maine phir se saccha pyar nahi kara Hey Hum bhi the jhaank rahe Duniya ko paise se taap rahe Kal thi dilli wali sath to aaj Jaipur wali baith ke taak rahe Kamre ki char diwari se hoke Nikle aaj farsh saare naap rahe After party hoti aisi ke saari Bandiyon ke munh pe ho baap re Maano meri rakhna mujhse thoda fasla Hoga ek hi ishaara chal padega kafila Be dili bhi kar li maine poori duniya se lada Jab mere andar ke bhagwan se shaitaan aa mila Laga di aag bhi Yeh duniya phunk gayi par raja nai jala Hahaha! Aur uske baad bhi Woh gussa hoke kehti raja nai mila Aye aye Hathon mein jaam hai Hum roz peete hain par dil nahi bhara Hey hey hey, jhele nuksaan hain Par kisi ka chheen apna fayada nahi kara Hey hey hey Qatle aam hai Jinhone bhi peechhe mere baare hai kara Hey hey hey, mujhpe ilzaam hai Ke maine phir se saccha pyar nahi kara Hey..
Song details
Song video
director: Akhilesh Vats
director of photography: Midhun Chandran, Winston Jose
genre: Hip-Hop (Rap)