Roman script
Raabta tera mera Rab ka ishara hai oh jaana Rab ka ishara hai oh jaana Dil kaise nazar andaz kar de us ehsaas ko Jo tumne humein diya hai Beintaha khushi de kar bhi Tumne humara chain, sukoon, Aaram sab chheen liya hai Jabse hai tu aur main mile Hai zindagi kuch alag Mere dil ke aaine mein bhi Dekhun main teri jhalak Tu hai chand, main hoon taara Tu hai dor, main gubaara Tu hai aag, main hoon paani Tu hai moj, main ravaani Yeh ek afasaana hai oh jaana Yeh ek afasaana hai oh jaana Raabta tera mera Rab kaa ishhaara hai oh jaana Rab ka ishara hai oh jaana Naata yeh tera mera Rab ka ishara hai oh jaana Rab ka ishara hai oh jaana Tu hai seep, main hoon mauti Tu hai deep, main hoon jyoti Tu hai phool, main hoon khushboo Tu hai ishq, main hoon jaadu Yeh ek afsaana hai oh jaana Yeh ek afsaana hai oh jaana Raabta tera mera Rab ka ishara hai oh jaana Rab ka ishara hai oh jaana Hota hai yeh kabhi kabhi aksar yeh hota nahi Rishta hai apna woh jisme samjhota nahi Tu hai dil, main hoon dhadkan Tu hai pyas, main tadpan Tu hawa hai, main hoon badal Tu deewana hai, main hoon paagal Yeh ek afsaana hai oh jaana Yeh ek afsaana hai oh jaana Raabta tera mera Rab ka ishara hai oh jaana Rab ka ishara hai oh jaana Naata yeh tera mera Rab ka ishara hai oh jaana Rab ka ishara hai oh jaana
Song details
- Singer: Shekinah Mukhiya
- Film / album: Himesh Ke Dil Se The Album
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Himesh Reshammiya
Song video
music label: Himesh Reshammiya Melodies