Roman script

Dheere dheere mera ishq badhta gaya
Aur mujhse kaha naa gaya
Main tera ho gaya kya se kya ho gaya
Aur mujhko pata naa chala
Dil ko kaun ab samjhaye
Tere peeche peeche jaaye
Naam tere likhi har khushi
Dhadkan saans ruk jaaye
Jab tu saamne aa jaaye
Meri samjho zara bebasi
Dheere dheere mera ishq badhta gaya
Aur mujhse kaha na gaya
Main tera ho gaya kya se kya ho gaya
Aur mujhko pata na chala
Mere shaamon shehar tere dil ke shehar
Mein hi guzre dua hai meri
Baat yeh jaan lo chahe jo kuch bhi ho
Jaan tujhmein basi hai meri
Aadhi raat ko jag jaaye
Jab tu khwab mein naa aaye
Meri samjho zara bebasi
Dil ko kaun ab samjhaye
Tere peeche peeche jaaye
Naam tere likhi har khushi

Song details

Song video

Watch on YouTube

director: Lalit Mohan

cast: Preet, Hiba Nawab

director of photography: Tanveer Reyaz Syed

music label: Zee Music Company