Roman script
Teri yaadon se bheega hua Mere dil ka har ek kona hai Tere pehloo mein sar rakh ke Jee bhar ke rona hai Chahe main kahoon ya main na kahoon Mera dil teri yaad mein rotaa hai Din raat beraagi mera maan Tere sapne sanjota hai Woh saamne tu aaja de jaa tu dil ko chain Chahat mein teri tarse kabse mere yeh nain Toh aaja re aaja re aaja re aaja Aaja re aaja re aaja re aaja Aaja re aaja re aaja re aaja Aaja re aaja re aaja re aaja Tu na jaane tu hai mujhme har ghadi har ik lamha Ho raha hai mushqil jeena tere bin mera tanha Jag yeh sara hai banjara mere liye bas tu hi sahara Tu hi mere aasma ka chamakta sitara Chahe main kahoon ya main na kahoon Mera dil teri yaad mein rotaa hai Din raat beraagi mera maan Tere sapne sanjota hai Woh saamne tu aaja de jaa tu dil ko chain Chahat mein teri tarse kabse mere yeh nain Toh aaja re aaja re aaja re aaja Aaja re aaja re aaja re aaja Aaja re aaja re aaja re aaja Aaja re aaja re aaja re aaja Sarfarosi mujhse meri kehti hai har pal yahi Laut aaye phirse woh raatein laut aaye din wahi Un mulaqaton ka woh jaadu kar raha hai mujhe bekabu Dede mujhko phirse wohi chahaton ki khusboo Chahe main kahoon ya main na kahoon Mera dil teri yaad mein rotaa hai Din raat beraagi mera maan Tere sapne sanjota hai Woh saamne tu aaja de jaa tu dil ko chain Chahat mein teri tarse kabse mere yeh nain Toh aaja re aaja re aaja re aaja Aaja re aaja re aaja re aaja Aaja re aaja re aaja re aaja Aaja re aaja re aaja re aaja
Song details
- Singer: Sawai Bhatt
- Film / album: Himesh Ke Dil Se The Album
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Himesh Reshammiya
Song video
music label: Himesh Reshammiya Melodies