Roman script
Matlab ki baatein khamoshi se kaho Bole nazar to tum chup hi raho Hoothon ki khwaish ko samjho zara Karle abhi wo jo pehle na kiya Bemaaniyaan mere dil mein dhadakti hi jaye Shetaniya na jano kaha pe leke jaye Bemaaniyaan mere dil mein dhadakti hi jaye Shaitaniya na jaanu kaha pe leke jaye Teri aadat yaar hai buri Yeh talab jaise hai koyi Hosh mujhko meri na rahe Main rahoon tujhmein khoyi Bemaaniyaan mere dil mein dhadakti hi jaye Shetaniya na jaanu kaha pe leke jaye Bemaaniyaan mere dil mein dhadakti hi jaye Shaitaniya na jaanu kaha pe leke jaye Chadha raat ko nasha hai chandni ko saroor hai Hawayein behki behki aur ek saath mere tu hai Nazarein kareeb phir ye door itni kyun Aake mil jaise mile shareer ko ek rooh hai Aur marazi se lagi khata yaad ko na daba Feelings ko na chhupa mujhe khul ke tu bata Is raat ki na subah dilkash dilruba Kya sahi ya galat na farak? Manzooba Jo dil se lagaogi toh bhul nahi paaogi Yeh baat yaad karogi jab door chali jaogi Behakne de mann ko aur kitna samjhaogi Tadpogi jab registaan mein pyaas lekar aaogi Kaha tini pyaas lekar jaogi Peechein mud kar dekho tum humein khada paogi Ghaiyo mein pyaar ke tum girti chali jaogi Beimaani abhi karogi aur baadmein pachhtaogi Bemaaniyaan mere dil mein dhadakti hi jaye Shetaniya na jaanu kaha pe leke jaye Bemaaniyaan mere dil mein dhadakti hi jaye Shaitaniya na jaanu kaha pe leke jaye Bemaaniyaan oh shaitaniyan oh Bemaaniyaan oh shaitaniyan oh
Song details
- Singer: Ananya Birla
- Singer: Ikka
- Composer: Rahul Sathu
- Lyricist: Kumaar
Song video
singer: Ananya Birla, Ikka
director: Nizar Shad
choreography: Lucie Camelo