Roman script
Mohe apne hi rang mein rang le rangeele Mohe apne hi rang mein rang le rangeele Tu to sahib mera mehboob-e-ilahi Tu to sahib mera mehboob-e-ilahi Mohe apne hi rang mein rang de rangeele Mohe apne rang mein apne rang mein Apne rang mein rang le Apne hi rang mein rang de rangeele Mohe apne hi Jo kuch mange rang ki rangayi Jo kuch mange rang ki rangayi Jo kuch mange rang ki rangayi Mora joban girvi rakhle rangeele Joban girvi rakhle rangeele Tu to sahib mera mehboob-e-ilahi Tu to sahib mera mehboob-e-ilahi Mohe apne hi rang mein rang le rangeele Mohe apne mohe apne mohe apne hi rang mein Rang le Apne hi rang mein rang de rangeele Mohe apne hi Nizamuddin auliya hai peer mera Nizamuddin auliya hai peer mera Nizamuddin auliya hai peer mera Laaj sharam rakh leeje rangeele Laaj sharam rakh leeje rangeele Tu to sahib mera mehboob-e-ilahi Tu to sahib mera mehboob-e-ilahi Mohe apne hi rang mein rang de rangeele Mohe apne rang mein apne rang mein Apne rang mein rang de Apne hi rang mein rang de rangeele Mohe apne hi rang mein rang de rangeele Mohe apne hi rang mein rang de rangeele Mohe apne hi
Song details
- Singer: Salman Ali
- Composer: Ram Shankar
- Lyricist: Hazrat Amir Khusro
Song video
cast: Salman Ali, Angel Rai
director of photography: Pankaj N Sharma
music label: Sufiscore