Roman script
Kuch to laga hone hum to lage khone
Ishq ki hawaon mein ishq ki hawaon mein
Kuch to laga hone hum to lage khone
Ishq ki hawaon mein ishq ki hawaon mein
Pehli baar
Tera khwab dhadakne laga
Aankhon mein, aankhon mein
Pehli baar
Tere chehre ki ban gayi jagah
Aankhon mein, aankhon mein
Mere lafzon mein kahin tera zikr hi
Le raha karwatein raat din
Oh pehli baar pehli baar
Pehli baar pehli baar
Pehli baar hai mangi dua aankhon ne
Kuch toh laga hone tum toh lage khone
Ishq ki hawaon mein ishq ki hawaon mein
Kuch to laga hone tum to lage khone
Ishq ki hawaon mein ishq ki hawaon mein
Ho tere sang jeene ka irada kar liya hai
Waadon se tere maine ye waada kar liya hai
Ho tere sang jeene ka irada kar liya hai
Waadon se tere maine ye waada kar liya hai
Mehsoos tu karke dekh zara mere dil ko
Tujhe ishq bhi khudse zyada kar liya hai ho
Ik lamha saans ho ya ho milon ka safar
Tay karoon na raaste tere bin
Oh pehli baar pehli baar
Pehli baar pehli baar
Pehli baar ishq padha hai aankhon ne
Kuch to laga hone tum to lage khone
Ishq ki hawaon mein ishq ki hawaon mein
Kuch to laga hone tum to lage khone
Ishq ki hawaon mein ishq ki hawaon mein
हिंदी में गीत
कुछ तो लगा होने हम तो लगे खोने
इश्क़ की हवाओं में इश्क़ की हवाओं में
कुछ तो लगा होने हम तो लगे खोने
इश्क़ की हवाओं में इश्क़ की हवाओं में
पहली बार
तेरा ख्वाब धड़कने लगा
आँखों में, आँखों में
पहली बार
तेरे चेहरे की बन गयी जगह
आँखों में, आँखों में
मेरे लफ़्ज़ों में कहीं तेरा ज़िक्र ही
ले रहा करवटें रात दिन
ओह पहली बार पहली बार
पहली बार पहली बार
पहली बार है माँगी दुआ आँखों ने
कुछ तो लगा होने तुम तो लगे खोने
इश्क़ की हवाओं में इश्क़ की हवाओं में
कुछ तो लगा होने तुम तो लगे खोने
इश्क़ की हवाओं में इश्क़ की हवाओं में
हो तेरे संग जीने का इरादा कर लिया है
वादों से तेरे मैने ये वादा कर लिया है
हो तेरे संग जीने का इरादा कर लिया है
वादों से तेरे मैने ये वादा कर लिया है
महसूस तू करके देख ज़रा मेरे दिल को
तुझे इश्क़ भी खुदसे ज़्यादा कर लिया है हो
इक लम्हा साँस हो या हो मीलों का सफ़र
तय करूँ ना रास्ते तेरे बिन
ओह पहली बार पहली बार
पहली बार पहली बार
पहली बार इश्क़ पढ़ा है आँखों ने
कुछ तो लगा होने तुम तो लगे खोने
इश्क़ की हवाओं में इश्क़ की हवाओं में
कुछ तो लगा होने तुम तो लगे खोने
इश्क़ की हवाओं में इश्क़ की हवाओं में
Explore this song