Roman script

Mera dil ab udd gaya
Yaadon mein kho gaya
Khud se baatein kar gaya
Yaadon mein kho gaya
Mujhko, tairna hi nahi
Doob jaun yahin?
Khwab se yeh phir jud gaya
Yaadon mein kho gaya
Mera dil ab ud gaya
Yaadon mein kho gaya
Yaadein, yaadein, yaadein wohi
Yaadein, yaadein, yaadein wohi
Kyun udasi aankhon mein hai
Pal yeh jeeke yaadein bun loon
Gungunati hai zindagi
Chupke chupke usko sun loon
Waqt rehta nahi ruka
Yeh bhi dil ke jaisa hai kya
Woh guzra nahi, woh thehra nahi
Main hi to bas thehar gaya
Dil hi dil mein ghul gaya
Yaadon mein kho gaya
Mera dil phir udd gaya
Yaadon mein kho gaya
Mujhko, tairna hi nahi
Doob jaaun yahin?
Khwab se ye phir jud gaya
Yaadon mein kho gaya
Mera dil ab ud gaya
Yaadon mein kho gaya
Yaadein, yaadein, yaadein wohi
Yaadein, yaadein, yaadein wohi

हिंदी में गीत

मेरा दिल अब उड़ गया
यादों में खो गया
खुद से बातें कर गया
यादों में खो गया
मुझको, तैरना ही नही
डूब जाउँ यहीं?
ख्वाब से ये फिर जुड़ गया
यादों में खो गया
मेरा दिल अब उड़ गया
यादों में खो गया
यादें, यादें, यादें वही
यादें, यादें, यादें वही
क्यूँ उदासी आँखों में है
पल ये जीके यादें बुन लूँ
गुनगुनाती है ज़िंदगी
चुपके चुपके उसको सुन लूँ
वक़्त रहता नही रुका
ये भी दिल के जैसा है क्या
वो गुज़रा नही, वो ठहरा नही
मैं ही तो बस ठहर गया
दिल ही दिल में घुल गया
यादों में खो गया
मेरा दिल फिर उड़ गया
यादों में खो गया
मुझको, तैरना ही नही
डूब जाउँ यहीं?
ख्वाब से ये फिर जुड़ गया
यादों में खो गया
मेरा दिल अब उड़ गया
यादों में खो गया
यादें, यादें, यादें वही
यादें, यादें, यादें वही

Song details

Song video

Watch on YouTube

director: Koyel Singh, Subha Sarkar

choreography: Shashank Dogra

director of photography: Anirban Chatterjee