Roman script
Humne tumhein hi dil diya Humne tumhein hi jaan di Humne tumhein hi dil diya Humne tumhein hi jaan di Phir bhi na jaane kyun bhala Tumne humari jaan li Wafa ke badle mein bewafai Wafa ke badle mein bewafai Tum kar gaye Dil mein utre the ek din ab Dil mein utre the ek din ab Dil se mere utar gaye Dil mein utre the ek din ab Dil se mere utar gaye Wafa ke badle mein bewafai Wafa ke badle mein bewafai Tum kar gaye Dil mein utre the ek din ab Dil se mere utar gaye Dil mein utre the ek din ab Dil se mere utar gaye Nazron ne teri badli hai surat Ab tujhko nahi meri zaroorat Ishq tera mausami tha Baaton mein teri jhooth hi tha Tujhme nahi thi koyi haqeeqat Vaade hazaron din raat karke Waade hazaron din raat karke Mukar gaye Dil mein utre the ek din ab Dil mein utre the ek din ab Dil se mere utar gaye Dil main utre the ek din ab Dil se mere utar gaye Wafa ke badle mein bewafai Wafa ke badle mein bewafai Tum kar gaye Dil mein utre the ek din ab Dil mein utre the ek din ab Dil se mere utar gaye Dil mein utre the ek din ab Dil se mere utar gaye
हिंदी में गीत
हमने तुम्हें ही दिल दिया हमने तुम्हें ही जान दी हमने तुम्हें ही दिल दिया हमने तुम्हें ही जान दी फिर भी ना जाने क्यूँ भला तुमने हमारी जान ली वफ़ा के बदले में बेवफ़ाई वफ़ा के बदले में बेवफ़ाई तुम कर गये दिल में उतरे थे एक दिन अब दिल में उतरे थे एक दिन अब दिल से मेरे उतर गये दिल में उतरे थे एक दिन अब दिल से मेरे उतर गये वफ़ा के बदले में बेवफ़ाई वफ़ा के बदले में बेवफ़ाई तुम कर गये दिल में उतरे थे एक दिन अब दिल से मेरे उतर गये दिल में उतरे थे एक दिन अब दिल से मेरे उतर गये नज़रों ने तेरी बदली है सूरत अब तुझको नही मेरी ज़रूरत इश्क़ तेरा मौसमी था बातों में तेरी झूठ ही था तुझमे नही थी कोई हक़ीक़त वादे हज़ारों दिन रात करके वादे हज़ारों दिन रात करके मुकर गये दिल में उतरे थे एक दिन अब दिल में उतरे थे एक दिन अब दिल से मेरे उतर गये दिल मैं उतरे थे एक दिन अब दिल से मेरे उतर गये वफ़ा के बदले में बेवफ़ाई वफ़ा के बदले में बेवफ़ाई तुम कर गये दिल में उतरे थे एक दिन अब दिल में उतरे थे एक दिन अब दिल से मेरे उतर गये दिल में उतरे थे एक दिन अब दिल से मेरे उतर गये
Song details
- Singer: Raj Barman
- Composer: Anjjan Bhattacharya
- Lyricist: Kumaar
Song video
director: Ranju Varghese
cast: Paras Arora, Manmeet Kaur, Shubham Matta
director of photography: Duleep Regmi
music label: Zee Music Company