Roman script
Tera intezaar badi shiddat se Kar rahi hai meri mohobbat ki sargarmiyan Tere mere faaslon ke beech Chhipi hui hai bohot si nazdeekiyan Nasheman huye hain Teri yaadon ke ghere Nasheman huye hain Teri yaadon ke ghere Tum dil mein ho mere Tum dil mein ho mere Nasheman huye hain Teri yaadon ke ghere Tum dil mein ho mere Haan tum dil mein ho mere Bechain huye hain Armanon ke basere Tum dil mein ho mere Haan tum dill meinn ho mere Teri parchhai mujhpe lehraayi Tujhko hi dhoonde meri tanhaayi Meri tanhaayi Teri yeh mohobbat aisa rang laayi Hanste hanste meri aankh bhar aayi Aankh bhar aayi Toofaan bane hain Meethi dhoop ke savere Toofaan bane hain Meethi dhoop ke savere Tum dil mein ho mere Haan tum dill meinn ho mere Bechain huye hain Armanon ke basere Tum dil mein ho mere Haan tum dil mein ho mere Dil ki yeh deewarein Tujhko hi pukarein Teri raah dekhun Baahein main pasaare Baahein main pasaare Dhadkanon ka saagar Dard-e-dil kinaare Tere bin adhoore Sapne mere saare Sapne mere saare Saaye hain tere Mere ankhiyon ke dere Saaye hain tere Mere ankhiyon ke dere Tum dill meinn ho mere Haan tum dil mein ho mere Bechain huye hain Armanon ke basere Tum dil mein ho mere Haan tum dil mein ho mere Nasheman huye hain Teri yaadon ke ghere Tum dil mein ho mere Haan tum dil mein ho mere
Song details
- Singer: Palak Muchhal
- Film / album: Himesh Ke Dil Se The Album
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Himesh Reshammiya
Song video
music label: Himesh Reshammiya Melodies