Roman script

Na zameen chahiye na falak chahiye

Mujhko mere sanam ki jhalak chahiye

Na zameen chahiye na falak chahiye

Mujhko mere sanam ki jhalak chahiye

Unse bichhda to main banjara ban gaya

Aasmaan se toota hua tara ban gaya

Aasmaan se toota hua tara ban gaya

Mujhse mila de rabba mere sohne yaar ko

Mat aazma tu aise mere intezar ko

Seene mein tere bhi dil to dhadkata hoga

Kyon nahi tu milne deta do dil'on ke pyar ko

Unse bichhda to dil besahara ban gaya

Aasmaan se toota hua tara ban gaya

Aasmaan se toota hua tara ban gaya

Mera naseeb hai woh mera habeeb hai

Faasle hai darmiyan par dil ke kareeb hai

Tujhse hi ilteza hai ehsaan itna kar de

Yaar se mila sake na to ye jaan fanaa kar de

Bichhda to main banjara ban gaya

Aasmaan se toota hua tara ban gaya

Aasmaan se toota hua tara ban gaya

Explore this song