Roman script

Bhide koyi humse agar

Khade khade wahi gaad de

Chhode nahi kuch bhi kasar

Pura huliya bigad de

Kare nahi bol bacchan

Khali pili nahi bhonkate

Satke joh apna magaz

Hum kass ke dahad de

Kiya jisane bhi hum se jhagda

Hey jhagda re

Aake joh bhi samne se akda

Sidha girebaan uska pakda

Hey pakda re

Toda phir haath pair jabda

Hai lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Jahan jahan dhoom dham

Wahan wahan ghoom gham

Ke aa gaye aa gaye aa gaye

Bada bada ghav waav

Vaada vaada pav jaanke kha gaye

Kha gaye kha gaye

Lena dena apna kya hai

Tadak bhadak bangalo se

Apna toh sadak aashiyana hai

Aur footpath mast naram naram takiya hai

Khula asmaan shamiyana hai

Hume duniya jahan ne ragada

Baada ragda re

Kiya iss dil pe war tagda

Gali phatkar khake apni yeh haddiyan

Bani lokhand aur lakada

Hai lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Mari wari jeb veb lagi kabhi yaar

Lottery lottery lottery lottery

Kabhi gaye jail vel kabhi kabhi kal

Kothari kothari kothari kothari

Hume nahi farak warak padta

Yaar guthali se

Apun ko sirf aam khana hai

Diya viya kuch nahi hai

Isne sirf chhina hai

Duniya ka game toh bajana hai

Bure halat ne hai jakada

Hume jakada re

Kabhi rote nahi hai dukhda

Bhara seene ke dard

Phir bhi har hal mein

Mile hasata jhakas mukhda

Hai lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Lafda zala wakda tikda

Wakda tikda wakda tikda

Explore this song